best sad attitude shayari in hindi

Sad Shayari In Hindi and English. Sad is the most beautiful feeling in the world. Here we are trying to show how sads can express thard heard feelings with the sad shayari.
There sad shayari 2022 best sads shayari Images,sads images, beautiful sad sms, boyfriend sad shayari girlfriend sad shayari post in Hindi and shayari 
 .........................Sad Shayari...............🥺🥺🥺

150+Best Sad Shayari 


Kuchh es tarah se meri zindagi ko maine aasaan kar liya,

Bhulkar teri bewafai, meri tanhai se maine pyar kar liya.



Is kadar meri dosti ka imtehaan toh mat lijiye,
Khafaa ho kyu ye toh bataa dijiye,
Maaf kar do gar ho gayi ho humse koi bhool,
Par aise yaad na karke hume saza to mat dijiye



मेरे चुप रहने से नाराज़ ना हुआ करो... कहते है टूटे हुए लोग हंमेशा ख़ामोश हुआ करते है ..😢 💔 😒

 





Jab kuch sapne adhure rah jate hai,
tab dil ke dard ansu banker bah jate hai,
jo khte hai ki hm sirf apke hai,
pata nhi wo kaise alvida keh jate hai…



Kitne Tohafe Deti Hai Ye Mohabbat Bhi Dosto,
Duhkh Alag Rusvai Alag, Judai Alag Tanhayo Alag.



कोशिश तो होती है कि तेरी हर ख़्वाइश पूरी करूँ पर डर लगता है कि तू ख़्वाइश में कहीं मुझसे जुदाई ना माँग ले।😢 💔 😒



कुछ खास नही बस इतनी सी है मोहब्बत मेरी .. .!! हर रात का आखरी खयाल और हर सुबह की पहली सोच हो तुम.😢 💔 😒


तुम्हें लिखते हुए यूँ ही लगा कि...
इन्तज़ार से लंबा...और कोई शब्द नहीं♈🅱✍????


उनकी दुनिया में हम जैसे हजारो हैं ! हम ही पागल है जो उसे पाकर मगरूर हो गए !!




Meri kalam se lafz kho gaye shayad,
Aaj wo bhi bewafa ho gaye shayad,
Jab neend khuli to palkon me paani tha,
Mere khwab mujh pe hi ro gaye shayad



Sakht Rahon Mein Ab Asan
Safar Lagta Hai,

Ab Anjan Ye Sara He
Shehar Lagta Hai,

Koi Nahi Mera Zindagi Ki
Rahon Me,

Mera Ye Gum He Mera
Humsafar Hai Lagta Hai.



हम रूठे तो किसके भरोसे, कौन आएगा हमें मनाने के लिए, हो सकता है, तरस आ भी जाए आपको.. पर दिल कहाँ से लाये.. आप से रूठ जाने के लिए!😢 😭


दुनिया बहुत मतलबी है, साथ कोई क्यों देगा,  मुफ्त का यहाँ कफ़न नहीं मिलता, तो बिना गम के प्यार कौन देगा।😢 💔 😒



Na Koi ilzam, Na Koi Tanz, Na Koi Ruswai Mir,
Din Bahut Ho Gaye Yaar Ne Koi Inayat Nahi Ki.






Muddat ka safar bhi tha,
aur barson ki chaahat bhi thi,
Rukte toh bikhar jaate,
Chalte toh dil toot jaate,
Yun samajh lo ki..
Lagi pyaas ghazab ki thi,
Aur paani mein zehar bhi tha,
Peete toh mar jaate,
Aur naa peete toh bhi mar jaate ...






Meri Tanhai ka mujhe gila nahi,
kya hua jab koi mujhe mila nahi.
phir bhi dua karenge aapke vaaste,
aap ko wo sab mile, jo mujhe mila nahi…




Na meri koi manzil hai na kinara,

tanhai meri mehfil aur yaden mera sahara,

tum se bichhar ke kuch yun waqt guzara,

kabhi zindagi ko tarsy kabhi maut ko pukara.

 




Ujadi huyi duniya ko tu aabaad na kar,
Beete huye lamho ko tu yaad naa kar,
Ek qaid parinde ne yeh kaha humse,
Main bhul chuka hu udna muje azaad na kr.



Mera har lamha chura liya aapne,
Aankhon ko ek chand dikha diya aapne,
Hamein zindagi di kisi aur ne,
Par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne…



हर रात गुजर रही है रूठने और मनाने में कहीं साँसें थम ना जाए मेरी… हमारे प्यार को बचाने में……..




बिखरे अरमान, भीगी पलकें और ये तन्हाई, कहूँ कैसे कि मिला मोहब्बत में कुछ भी नहीं।😢 😭



कुछ लोग इतने गरीब होते है की, देने के लिए कुछ नहीं होता तो धोखा दे देते है 😢 💔 😒



Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
Dhund bani naqab, aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai..!






इश्क मुहब्बत तो सब करते हैं! गम-ऐ-जुदाई से सब डरते हैं हम तो न इश्क करते हैं न मुहब्बत! हम तो बस आपकी एक मुस्कुराहट पाने के लिए तरसते हैं!


Jub Kuch Sapne Adhure Reh Jate Hain,
Tab Dil Ke Dard Ansu Ban Ke Beh Jate Hain,
Jo Kehte Ki Hum Sirf Aap Ke Hain,
Pata nahi Kaise Alvida Keh Jate Hain..



किसी के दिल में क्या छुपा है ये बस खुदा ही जानता है, दिल अगर बेनकाब होता तो सोचो कितना फसाद होता..



जो कभी मेरी उदासी की वजह पूछा करता था अब उसको मेरे रोने 😭 से भी फर्क नहीं पढ़ता।😢 💔 😒



मेरी आवारगी में कुछ दखल तुम्हारा भी है क्यों की जब तेरी याद आती है तो घर अच्छा नही लगता😢 😭





वो दर्द💔 ही क्या जो आँखों से बह जाए! वो खुशी ही क्या जो होठों पर रह जाए! कभी तो समझो मेरी खामोशी को! वो बात ही क्या जो लफ्ज़ आसानी से कह जायें!😢 😭


Sukhe hue phool jab kitabo mai mil jaayenge,
Bhool se phir hum tumhe yaad aayenge.
Ehsaas hoga hamari chahat ka,
Jab doour bahut hum tumse chale jaayenge..
















*

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post