best love shayari in hindi english

Here are some special Love shayari and best quality shayari and 200+ shayari best lovers seen and best quality shayari download.

Best Love shayari 

Kaisa waqt hai k unhay fursat hi nahi
humein yaad
karney ki...
..
...
..
Kabhi wO shakhs Or main ek he saans se
jiya kartey thae...!!!


Kitni kaatil hai ye...
Zindagi ki aarZo...♡

Marr jaate hai log...
kisi par...
"Jeene k liye"

 

 ✻↬ Aaj♡ Mausam ☁sohana😘 haii..♡

‪৳uje‬♡ Gale💏 se♡ Lgana hai ..🔛💯👫

 



 क्या करू यार जब वो सामने आती है तो दिल❤ मिल्खा , 😌जुबान मनमोहन और खयाल💏💏 इम्रान हाशमी😎 बन जते है☺

 

 मेरा Ek ‪#‎heart‬ ❤ ️‍है जो तेरे ‪#‎PAss‬ है

उसे ‪#‎संभाल‬ के रखना ‪#‎JAAN‬.. ‪#‎वरना‬

तेरा भी #heart ‍❤️‍ है जो मेरे #PAss है


🌹🌿🍁🌷👌🌻😜😜

क्या विश्वास नही तुम्हे हमारे विश्वास पे आज

तुम फिर से ज़रा मेरी बातों पे एतबार तो करो

यूँ ना कहो मुझे बेवफा, मैं बेवफा नही हूँ

तुम मेरी वफ़ा को ज़रा समझने की कोशिश तो करो


Kya Jaroorat Thi AajmaneKab tak wo mera hone se inkar karegi,


Toot kr wo khud ek din mujhse pyar karegi


Jala dunga itna main use ishq ki aag mein


Ki izhaar woh mujhse sare bazaar karegi.



 



Mana ki kismat pe mera koi zor nahi….


Par ye sach hai ki mohabbat meri kamjor nahi..


Us ke dil mein, uski yaadon mein koi aur hai lekin..


Meri har saans mein uske siwaa koi aur nahi ...!! 



 


LavZ...alfaaZ...kaagaZ ya kitaab


Kha kha rakhe hum_


Tumhari yaadon ka hisab



 



हर दिल का एक राज़ होता है,


हर बात का एक अंदाज़ होता है ..


जब तक ना लगे बेवफ़ाई की ठोकर ,


हर किसी को अपनी पसंद पर नाज़ होता है..



 


Meri Khamoshi Meri

Aadat Hai,

In Dooriyon Mein Bhi Meri

Chahat Hai,

Meri Zindagi Agar

Khubsurat Hai,

Toh Uski Wajah Aapki Muskurahat Hai ...!






🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹


वो मोहब्बत भी तेरी थी, वो नफ़रत भी तेरी थी,


वो अपनाने और ठुकराने की अदा भी तेरी थी,


मैं अपनी वफ़ा का इंसाफ़ किस से माँगता?…


वो शहर भी तेरा था, वो अदालत भी तेरी थी….


🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹




 


Kitna bhi chaho na bhool paoge hume


Jitni door jaoge nazdeek paoge hume............!!!


Mita sakte ho toh mita do yaade meri


Magar kya sanso se juda kar paoge hume....





 


Mohabbat ❤️Lafzon Ki Mohtaaz Nahi Hoti.


Jab Tanhai Me Aapki Yaad Aati Hai,


Hontho Pe Ek Hi Fariyad Aati Hai.


Khuda Aapko Har Khushi De,


Kyonki Aaj Bhi Hamari Har Khushi Aapke Baad Aati Hai..




 




Teri Yaad mein hum khud ko bhula baithe


kya aad karte tum hume jab hum apni hasti hi mitha baithe,


Guma hota jo kabhi tere ishq ka


Isi dar se hum apni hasti hi mitha baithe……





 

वो जो दो पल थे तुम्हारी और मेरी मुस्कान के बीच 


 बस वहीँ कहीं इश्क़ ने जगह बना ली💞 😉 😊






Teri Nigahon Ke Yoon Hi Kayal The Hum K

Yoon Hi Behosh Pade Hai Teri Rahon Mai

Kya Jaroorat Thi Alag Se Muskurane Ki




इश्क ने गूथें थे जो गजरे नुकीले हो गए ,

तेरे हाथों में तो ये कंगन भी ढीले हो गए !

फूल बेचारे अकेले रह गए है शाख पर ,

गाँव की सब तितलियों के हाथ पीले हो गए !!

❣❣❣❣❣❣❣❣❣❣ 


 


Judai Key Lamhe Beqarar Karte Hain

Mere Halaat Hi Mujhe Lachaar Karte Hain

Kabhi Toh Pad Leti Aankhein Meri..

Kaise Khud Kahein Hum Key Tumhi Se Pyar Karte Hain…



👸👸#ऊसके सात #शादी भी करुंगा 😘😘 👉👉But 👈👈 😘😘#पता तो चले हमसे ❤❤#प्यार कोन करता है😘😘




 

Haste dilo me gham bhi hai,

muskurati aankhe kabhi nam bhi hai,

dua karte hai aapki hansi kabhi na ruke,

kyunki apki muskurahat ke deewane hum bhi hai…

 






*

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post